Loading...
TV Anchor: Toh aapke hisaab se dharm ki paribhasha kya hai?

Kaanjhi Bhai(Paresh Rawal): Jahaan Dharm hai, wahaan satya ke liye jagah nahi hai, aur jahaan satya hai, wahan dharm ki zarurat hi nahi hai!

TV Anchor: Dharm ya mazhab ek insaan ki zindagi mein
kya kaam karta hai?

Kaanjhi Bhai(Paresh Rawal): Mere hisaab se toh ek hi kaam karta hai, ya toh wo insaan ko bebas banata hai, ya aatankwaadi.
#bestDialogue #quote
Loading...
Apni Chokhat ka Diya and Giving light to Neighbour's House #quote
Loading...
Amazing dialogue by the storyteller - Piyush Mishra

Darta hai ?
Dar lagta hai, apni kahani mujhse puchta hai,
kayar.
Kiss se darta hai.
Bata, Bol apni kahani,
kya hai tere dil ke andar?
...
Farebi. Dhokebaaz
#dialogue #quote
Loading...
Maanta hoon footpath pe sone ka haq nahi hai, par footpath gadi bhi chalane ke liye nahi hoti. #quote
Loading...
Zero bhi bade kaam ki cheez hoti hai, agar use karne waala uski value pakde. Sahi jagah par laga do, toh saale ko jitni baar lagaoge, utna hi fayda hoga. #quote
Loading...
Loading...
Loading...
updated
Loading...
Loading...